Pratigya – 17th March 2010 – 17 03 2010
March 17th, 2010Yeh lamhe tum bin na gujare jaye
March 10th, 2010Yeh lamhe tum bin na gujare jaye
Tum saath ho warna hum kidhar jaye
Waqt ki ret par yaado ke nishan hai
yeh loatti lehere kahi na mitta jaye
Anjaan shakl lekar yu jo dhakil hue
kahi tasvir bankar na simat jaye
Yu to bahoot milenge safar mein magar
tum sa koi ho yeh mumkin to nahi
yah lamha, yeh safar adhura sa hai
Aankho mein ashko ko hawa na de jaye
thamlo is lamhe mein mujhe..ki..
saath tumhare har lamha jina chate hai
Yeh lamhe tum bin na gujare jaye
Tum saath ho warna hum kidhar jaye
Dil ko kisi aahat ki aas rehti hai….
March 10th, 2010Dil ko kisi aahat ki aas rehti hai….
Nigah ko kisi chehre ki pyas rehti hai….
Tere bin kisi cheez ki kami to nahi….
Par tere bin zindagi udaas rehti hai….
sab kuch zindagi main milla nahi karta
March 10th, 2010sab kuch zindagi main milla nahi karta ,
kanton ke bina gulab bhi khilla nahi karta ,
ke maut se batar hai bewafai ka zakham,
magar yeh aashiq hi hai jo gilla nahi karta..
Na jane kyun is jahan me aisa hota hai
March 10th, 2010Na jane kyun is jahan me aisa hota hai
Khushi jise mile wo hi rota hai
Umar bhar sath na nibha sake jo
Na jane kyun pyar usi se hota hai















